نعت
Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.
Asi se saaf zahir hai tumhara martaba Khwaja
Ke uthti hai tumhari simt chashm-e-auliya Khwaja
Tahaiyur mein pari hai kyun meri chashm-e-tamashai
اسی سے صاف ظاہر ہے تمہارا مرتبہ
خواجہ
Abr E Karam Gaisoo E Muhammad
Donoñ Haram Abroo E Muhammad
Sab Ki Nazar He Soo E Kaa’ba
ابرِ کرم گیسوئے محمد
دونوں حرم ابروئے محمد
Arsh Par Hain Unn Ki Har Su Jalwah Gustar Aeiriyaan
Gah Ba Shakl E Badar Hain Gah Mehar E Anwar Aeiriyaan
Mai Fidaa Kya Khub Hain Taskin E Muztar Aeiriyaan
عرش پر ہیں اُن کی ہر سو جلوہ گستر ایڑیاں
گہہ بہ شکل بدر ہیں گہہ مہر انور ایڑیاں
Apne Rindon Ki Ziyaafat Kijiye
Jaam E Nazzaarah Inaayat Kijiye
Saaqi E Kowthar Duhaa’i Ap Ki
اپنے رِندوں کی ضیافت کیجئے
جام نظارہ عنایت کیجئے
Apne Dar Pai Jo Bulaaou Tou Bohat Achaa Ho
Meri Bighrri Jo Banaaou Tou Bohot Achaa Ho
Qaid E Shaitaan Se Churaaou Tou Bohat Achaa Ho
اپنے در پہ جو بلاؤ تو بہت اچھا ہو
میری بگڑی جو بناؤ تو بہت اچھا ہو
Aj Ki Raat Ziyaa'on Ki Hai Baaraat Ki Raat
Fadl E Noushaah E Do Alam Kai Bayaanaat Ki Raat
Shab E Meraj Woh Auhaa' Kai Ishaaraat Ki Raat
آج کی رات ضیائوں کی ہے بارات کی رات
فضلِ نوشاہِ دو عالم کے بیانات کی رات
Agar Kaaba Ka Rukh Bhi Janib-e-Maikhana Ho Jaye
To Phir Sajda Meri Har Laghzish Mastana Ho Jaye
Wohi Dil Hai Jo Husn-o-Ishq Ka Kashana Ho Jaye
اگر کعبہ کا رخ بھی جانب مے خانہ ہو جائے
تو پھر سجدہ مری ہر لغزش مستانہ ہو جائے
Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Mein Aasman Hai
Jaan-e-Muraad Ab Kidhar Haaye Tera Makaan Hai
Bazm-e-Sana-e-Zulf Mein Meri Aroos-e-Fikr Ko
عرش کی عقل دنگ ہے چرخ میں آسمان ہے
جانِ مُراد اب کدھر ہائے تِرا مکان ہے
Arsh-e-Haq Hai Masnad-e-Rif'at Rasool Allah Ki
Dekhni Hai Hashr Mein Izzat Rasool Allah Ki
Qabr Mein Lehrayenge Ta Hashr Chashme Noor Ke
عرشِ حق ہے مسندِ رِفعت رسول اللہ کی
دیکھنی ہے حشر میں عزّت رسول اللہ کی
Aariz-e-Shams-o-Qamar Se Bhi Hain Anwar Eriyaan
Arsh Ki Aankhon Ke Taare Hain Woh Khush Tar Eriyaan
Jaa Bajaa Partau Figan Hain Aasmaan Par Eriyaan
عارضِ شمس و قمر سے بھی ہیں انور ایڑیاں
عرش کی آنکھوں کے تارے ہیں وہ خوشتر ایڑیاں
Anbiya ko bhi ajal aani hai
Magar aisi ke faqat aani hai
Phir usi aan ke baad un ki hayaat
اَنبیا کو بھی اَجل آنی ہے
مگر ایسی کہ فقط آنی ہے
Ae Shafi-e-Tardamanaan, way Chara-e-Dard-e-Nihan
Jaan-e-Dil o Rooh-e-Rawan, Yani Shah-e-Arsh Aastaan
Ae Masnadat Arsh-e-Barin, way Khadamat Rooh-e-Ameen
اے شافعِ تردامناں وَے چارۂ دردِ نِہاں
جانِ دل و روحِ رواں یعنی شہِ عرش آستاں
Ae Shafi'-e-Umam Shah-e-Zi Jah Le Khabar
Lillah Le Khabar Meri Lillah Le Khabar
Darya ka Josh, Nao na Bera na Nakhuda
اے شافعِ اُمَم شہِ ذِی جاہ لے خبر
للہ لے خبر مِری لِلّٰہ لے خبر
Andheri raat hai gham ki ghata isyan ki kaali hai
Dil-e-be-kas ka is aafat mein Aaqa tu hi wali hai
Na ho mayoos aati hai sada gor-e-ghariban se
اندھیری رات ہے غم کی گھٹا عصیاں کی کالی ہے
دلِ بے کس کا اِس آفت میں آقا تُو ہی والی ہے