Behzad Lakhnawi
بہزاد لکھنوی
Uncollected Kalaam
Haath Mein Daman-e-Shah-e-Do Jahan Rakhta Hoon Main
Haath mein daman-e-Shah-e-do Jahan rakhta hoon main
Apne qabze mein zameen o aasman rakhta hoon main
Tujh Bin Tarap Rahe Hain Donon Jahan Wale
Tujh bin tarap rahe hain donon jahan wale
Ae zeenat-e-Madina, ae aan baan wale
Shah-e-Deen-o-Duniya Hamare Nabi Hain
Shah-e-Deen-o-Duniya hamare Nabi hain
Do Aalam ka mansha hamare Nabi hain
Muhammad Pe Sadqe Zaban Ho Rahi Hai
Muhammad ﷺ pe sadqe zaban ho rahi hai
Unhin ki yeh bas madh-khwan ho rahi hai
Mera Kaaba-e-Tamanna Dar-e-Pak-e-Mustafai
Mera Kaaba-e-Tamanna dar-e-Pak-e-Mustafai
Meri zindagi ka hasil usi dar ki jaba-saai
Lillah Karam Kijiye Sarkar-e-Madina
Lillah karam kijiye Sarkar-e-Madina
Mujh ko bhi dikha dijiye Darbar-e-Madina
Baad Az Khuda Buzurg O Muazzam Tumhin To Ho
Baad az Khuda buzurg o muazzam tumhin to ho
Haqqan ke Badshah-e-do Aalam tumhin to ho
Maula-e-Kul Ho Khatm-e-Paighambar Tumhin To Ho
Maula-e-Kul ho, Khatm-e-Paighambar tumhin to ho
Haqqan ke do jahan ke Sarwar tumhin to ho
Lab Pe Phir Aayi Hai Faryad Rasool-e-Arabi
Lab pe phir aayi hai faryad Rasool-e-Arabi
Kijiye haan meri imdad Rasool-e-Arabi
Asi Se Saaf Zahir Hai Tumhara Martaba Khwaja
Asi se saaf zahir hai tumhara martaba Khwaja
Ke uthti hai tumhari simt chashm-e-auliya Khwaja
Ya Muhammad Tamanna-e-Kaun-o-Makaan
Ya Muhammad tamanna-e-kaun-o-makaan
Hon hazaaron durood o salaam aap par