Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

Category: Naat

Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.

Reset

Nit Nai Aik Uljhan Hai

Uff Gham E Rouzgaar Kaa Alam

Kaif O Masti Mai Gharq Yai Dunyaa

Naat Top Kalam

نت نئی ایک الجھن ہے

اف غم روزگار کا عالم ہے

Nazar Pai Kisi Ki Nazar Ho Rahi Hai

Meri Chashm Kaan E Gouhar Ho Rahi Hai

Mere Khufiya Naalon Ko Woh Sun Rahai Hain

Naat Top Kalam

نظر پہ کسی کی نظر ہو رہی ہے

مری چشم کانِ گہر ہو رہی ہے

Nihaan Jiss Dil Mai Sarkaar E Do Alam Ki Muhabbat Hai

Woh Khalwat Khaana E Maula Hai Woh Dil Rashk E Jannat Hai

Khalaa’iq Par Hui Roushan Azal Se Ye Haqiqat Hai

Naat Top Kalam

نہاں جس دل میں سرکارِ دو عالم کی محبت ہے

وہ خلوت خانۂ مولیٰ ہے وہ دل رشک جنت ہے

Sadr E Bazm E Kasrat Yaa Rasul Allah

Raazdaar E Wahdat Yaa Rasul Allah

Har Jahaan Ki Rahmat Yaa Rasul Allah

Naat Top Kalam

صدرِ بزم کثرت، یا رسول اللہ ا

رازدارِ وحدت، یا رسول اللہ ا