Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

Category: Naat

Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.

Reset

Firishtai Jis Kai Zaa'ir Hain Madine Mai Woh Turbat Hai

Yai Woh Turbat Hai Jis Ko Arsh E Azam Par Fazilat Hai

Bhalaa Dasht E Madina Se Chaman Ko Koi Nisbat Hai

Naat Top Kalam

فرشتے جس کے زائر ہیں مدینے میں وہ تربت ہے

یہ وہ تربت ہے جس کو عرشِ اعظم پر فضیلت ہے

Furqat E Taibaa Ki Wehshat Dil Se Jaa’ey Khair Se

Mai Madine Ko Chalun Woh Din Phir Aye Khair Se

Dil Main Hasrat Koyi Baaqi Reh Na Jaa’ey Khair Se

Naat Top Kalam

فرقت طیبہ کی وحشت دل سے جائے خیر سے

میں مدینے کو چلوں وہ دن پھر آئے خیر سے

Farishton Mein Hai Hangama Rasool-e-Paak Aate Hain

Khulein Rahmat Ke Darwaze Shah-e-Loolak Aate Hain

Sitaron Se Kaho Aankhein Bichain Un Ki Aamad Hai

Naat

فرشتوں میــــں ہــــے ہنگامہ رسولِؐ پاک آتے ہیں

کُھلیں رحمت کــــــے دروازے شہِ لولاک آتے ہیں