Safeena E Bakhshish
Index / Fehrist
کلام کی فہرستKhwaja-e-hind Woh Darbar Hai Aala Tera
Khusrawe Dahar Huwa Maangne Wala Tera!
Ya Rasool Allah Madiney Ki Fazaon Ko Salam
Ya Rasool Allah Taiba Ki Hawaon Ko Salam
Mar Ke Jine Kaa Paaun Mazaa Khayr Se
Raahe Ṭaibah Mein Aye Qazaa Khayr Se
Tum Se Jo Gurayzaañ He Farzana, Wo Diwana
Shaida Jo Huwa Tum Par Diwana, Wo Farzana
Abr E Karam Gaisoo E Muhammad
Donoñ Haram Abroo E Muhammad
Zindagi Ye Nahiñ He Kisi Ke Liye
Zindagi He Nabi Ki Nabi Ke Liye
Chaand Se Unn Ke Chehray Par Gesu E Mushkfaam Do
Aik Anokhi Hai Sahar Jis Se Baham Hain Shaam Do
Kuch Aisaa Karde Meray Kirdigaar Ankhon Mein
Ke Jalwaagar Rahay Woh Gul Ezaar Ankhon Mein
Haqq Pasand O Haqq Nawaa O Haqq Numaa Miltaa Nahi
Mustafaa Haider Hassan Ka A’ina Miltaa Nahi
Ae Naqib E Ala Hazrat Mazhar E Haider Hassan
Ae Bahaar E Baagh E Zahraa Mere Barkaati Chaman
Dil Nai Kahaa Mujaahid E Millat Ko Dhundiye
Lai Kar Chiraagh Shaah E Wilaayat Ko Dhundiye
Chal Diye Tum Ankh Mai Ashko Kaa Daryaa Chorh Kar
Ranj E Furqat Ka Har Ek Sinai Mai Shu’laa Chorh Kar
Zinat E Sajjaada O Bazm E Qazaa Miltaa Nahi
La'l Yaktaa'e Shah E Ahmad Razaa Miltaa Nahi
Haami E Din E Hudaa Thai Shaah Jilani Miyaan
Bilyaqin Mard E Khudaa Thai Shaah Jilaani Miyaan
Mufti E Azam E Din E Khairul Waraa
Jalwah E Shaan E Irfaan E Ahmad Razaa
Hazrat Masud E Ghaazi Akhtar E Burj E Hudaa
Bai Kason Kaa Hamnawaa Woh Saalikon Kaa Muqtadaa
Tumhain Jis Nai Bhi Daikhaa Keh Uthaa Ahmad Razaa Tum Ho
Jamaal E Hazrat E Ahmad Razaa Kaa A’inaa Tum Ho
Shujaa'at Naaz Karti Hai Jalaalat Naaz Karti Hai
Woh Sultaan E Zamaan Hain Unn Pai Shaukat Naaz Karti Hai
Piron Kai Ap Pir Hain Yaa Ghaus Al Madad
Ahle Safaa Kai Mir Hain Yaa Ghaus Al Madad
Ae Madine Kai Sheharyaar Salaam
Ae Zamaanai Kai Taajdaar Salaam
Ae Sabaa Lai Jaa Madine Ko Payaam
Arz Kar Dai Unn Se Baasad Ihtiraam
Mere Allah Kai Nigaar Salaam
Dast E Qudrat Kai Shaahkaar Salaam
Talu Mooni Ala Zanbin Azeemun
Yaa Rasul Allah Yaa Khair Ul Anaam
Dur Uftaadah Kaa Lijiye Salaam
Hadi Assubul Ya Manar Salam
Mamba’ E Nur E Risaalat Manzar E Islaam Hai
Darsgaah E Ilm O Sunnat Manzar E Islaam Hai
Rasool Allahi Ya Kanzal Amaani
Yaa Mujibu Yaa Mujaabu
Anta Ni'mal Mustanaabu
Nahi Jaati Kisi Surat Pareshaani Nahi Jaati
Ilaahi! Marai Dil Ki Khaana Wairaani Nahi Jaati
Ghair Apne Ho Gaye Jo Hamare Badal Gaye
Nazrain Badal Gain Tou Nazaarai Badal Gaye
Souz E Nihaan Ashk Rawaan Ah O Fughaan Daitai Hain
Kyun Muhabbat Ka Sila Ahle Jahaan Daitai Hain
Nit Nai Aik Uljhan Hai
Uff Gham E Rouzgaar Kaa Alam
Meri Mayyat Pai Yai Ahbaab Kaa Maatam Kya Hai
Shor Kaisaa Hai Ye Aur Zaari E Paiham Kya Hai
Tumhare Rukh Kai Jalwon Se Munawwar Ho Gayaa Alam
Magar Kyun Kar Ghata E Gham Mere Dil Se Nahin Chut'ti
Takht E Zarin Hai Na Taaj E Shaahi Hai
Kya Faqiraana Baadshaahi Hai
Soyaa Nahi Mai Raat Bhar Ishq E Huzur Mai
Kaisaa Yai Rat Jagaa Rahaa Kaif O Surur Mai
Dar E Ahmad Pai Ab Meri Jabin Hai
Mujhe Kuch Fikr E Do Alam Nahi Hai
Arsh Par Hain Unn Ki Har Su Jalwah Gustar Aeiriyaan
Gah Ba Shakl E Badar Hain Gah Mehar E Anwar Aeiriyaan
Gar Hamai Zauq E Talab Saa Rehnumaa Miltaa Nahi
Raasta Miltaa Nahi Aur Mudda’aa Miltaa Nahi
Nazar Pai Kisi Ki Nazar Ho Rahi Hai
Meri Chashm Kaan E Gouhar Ho Rahi Hai
Iss Taraf Bhi Ek Nazar Mehr E Darakhshaan E Jamaal
Ham Bhi Rakhtai Hain Bohat Muddat Se Armaan E Jamaal
Firishtai Jis Kai Zaa'ir Hain Madine Mai Woh Turbat Hai
Yai Woh Turbat Hai Jis Ko Arsh E Azam Par Fazilat Hai
Shamim E Zulf E Nabi Laa Sabaa Madine Se
Mariz E Hijr Ko Laa Kar Sunghaa Madine Se
Apne Rindon Ki Ziyaafat Kijiye
Jaam E Nazzaarah Inaayat Kijiye
Hamare Baagh E Armaan Mai Bahaar E Bai Khazaan Aye
Kabhi Jo Iss Taraf Khandaan Woh Jaan E Gulsitaan Aye
Tere Daaman E Karam Mai Jisai Nind A Ga’i Hai
Jo Fanaa Na Hogi Aisi Ussai Zindagi Mili Hai
Furqat E Taibaa Ki Wehshat Dil Se Jaa’ey Khair Se
Mai Madine Ko Chalun Woh Din Phir Aye Khair Se
Taaron Ki Anjuman Mai Ye Baat Ho Rahi Hai
Markaz Tajalliyon Kaa Khaak Dar E Nabi Hai
Wohi Tabassum Wohi Tarrannum Wohi Nazaakat Wohi Lataafat
Wohi Hain Duzdidah Si Nighaahain Kai Jis Se Shaukhi Tapak Rahi Hai
Shehanshah E Do Alam Kaa Karam Hai
Mere Dil Ko Mayyassar Unn Ka Gham Hai
Nihaan Jiss Dil Mai Sarkaar E Do Alam Ki Muhabbat Hai
Woh Khalwat Khaana E Maula Hai Woh Dil Rashk E Jannat Hai
Mast E Ma E Alast Hai Woh Baadshaah E Waqt Hai
Banda E Dar Jo Hai Tera Woh Bai Niyaaz E Bakht Hai
Sambhal Ja Ae Dil E Muztar Madina Anai Waalaa Hai
Lutaa Ae Chashm E Tar Gouhar Madina Anai Waalaa Hai
Pi Ke Jo Mast Ho Gayaa Baada E Ishq E Mustafaa
Uss Ki Khudaa’i Ho Ga’i Aur Woh Khudaa Kaa Ho Gayaa
Sabaa Yai Kaisi Chali Aj Dasht E Bat'haa Se
Umang Shauq Ki Uthti Hai Qalb E Murdah Se
Meri Khalwat Mai Mazai Anjuman Araa’i Ke
Sadqai Jaaoun Mai Anis Shab E Tanhaa'i Ke
Sadr E Bazm E Kasrat Yaa Rasul Allah
Raazdaar E Wahdat Yaa Rasul Allah
Dur Ae Dil Rahe Madine Se
Maut Behtar Hai Aise Jine Se
Dar E Jaanaan Pai Fidaa’i Ko Ajal Ayi Ho
Zindagi A Kai Janaazai Pai Tamaashaa’i Ho
Woh Chaa’i Ghatta Baadah Baar E Madina
Piye Jhum Kar Jaan Nisaar E Madina
Lab E Jaan Bakhsh Kaa Sadqaa Dai Dou
Muzjdaa E Aesh E Abad Jaan E Masihaa Dai Dou
Apne Dar Pai Jo Bulaaou Tou Bohat Achaa Ho
Meri Bighrri Jo Banaaou Tou Bohot Achaa Ho
Jo Unn Ki Taraf Meri Chashm E Iltaifaat Nahi
Koi Yai Unn Se Kahaai Chain Saari Raat Nahi
Tumhare Dar Pai Jo Mai Baariyaab Ho Jaaoun
Qassam Khudaa Ki Shahaa Kaamiyaab Ho Jaaoun
Bul Hawwas Sun Sim U Zar Ki Bandagi Achi Nahi
Unn Kai Dar Ki Bhik Achi Sarwari Achi Nahi
Kuch Karain Apnaai Yaar Ki Baatain
Kuch Dil E Daagh Daar Ki Baatain
Tairi Chukhatt Pai Jo Sar Apnaa Jhukaa Jaataai Hain
Har Bulandi Ko Wohi Nichaa Dikhaa Jaataai Hain
Aj Ki Raat Ziyaa'on Ki Hai Baaraat Ki Raat
Fadl E Noushaah E Do Alam Kai Bayaanaat Ki Raat
Talaatum Hai Yai Kaisaa Anso'oun Kaa Dida E Tar Mai
Yai Kaisi Moujain Ayi Hain Tamannaa Kai Samandar Mai
Her Nazar Kaanp Uthaigi Mahshar Kai Din Khauf Se Har Kalaija Dehal Jaigaa
Par Yai Naaz Unn Kai Bandai Kaa Daikain Gai Sab Thaam Kar Unn Kaa Daaman Machaal Jaigaa
Jhukai Na Baar E Sad Ihsaan Se Kyun Bana'ai Falak
Tumhare Zarrai Kai Par Tou Sitaar Haa'ai Falak
Woh Bharhta Saaya E Rehmat Chalaa Zulf E Mu'anbar Kaa
Hamai Ab Daikhna Hai Hausla Khurshid E Mahshar Kaa
Jab Bhi Ham Nai Gham E Jaanaan Ko Bhulaayaa Hogaa
Gham E Hasti Nai Hamai Khun Rulaayaa Hogaa
Tum Chalo Hum Chaleñ Sab Madine Chaleñ
Jaanib E Taibah Sab Ke Safeene Chaleñ
Lab E Kawsar He Meyla Tishna Kaamaan E Mohabbat Ka
Woh Ubla Dast E Saaqi Se Woh Ubla Chashma Sharbat Ka
Wajh E Nashaat E Zindagi Raahat E Jaañ Tum Hee To Ho
Rooh E Rawaan E Zindagi Jaan E Jahaañ Tum Hee To Ho
Daagh E Furqat E Taibah, Qalb Muzmahil Jaata
Kaash Gumbad E Khazra Dekhne Ko Mil Jaata
Mustafa E Zaat E Yakta Aap Haiñ
Yak Ne Jis Ko Yak Banaaya Aap Haiñ
Allah-allah Allahu
Maa Li Rab’bun Il’laa-hu
Jahaañ Baani ‘ata Kar Deñ, Bharee Jannat Hiba Kar Deñ
Nabi Mukhtar E Kul Haiñ, Jis Ko Jo Chaaheñ ‘ata Kar Deñ