Archives: Kalaam
21 entries in this collection.
mubarak jaha'n ko teri aamad aamad
tera naam hamid tera naam ahmad
karam apni ummat pe tere hain behad
مبارک جہاں کو تیری آمد آمد
تیرا نام حامد تیرا نام احمد
Saqi e houz e kousar pe laakho salam
shafa e roz e mehshar pe laakho salam
hadi deen e barhaq pe salle alaa
ساقئ حوض کو ثر پہ لاکھوں سلام
شافع روزِ محشر پہ لاکھوں سلام
Salam us par ke jis ke qaul ko imaan kahte hain
Salam us par ke jis ke hukm ko qur'an kahte hain
Salam us par ke jis ki bat ko furqan kahte hain
سلام اس پر کہ جس کے قول کو ایمان کہتے ہیں
سلام اس پر کہ جس کے حکم کو قرآن کہتے ہیں
Tum par lakhon salam
Tum par lakhon salam
Sab se Aala izzat wale
تم پر لاکھوں سلام
تم پر لاکھوں سلام
Souz E Nihaan Ashk Rawaan Ah O Fughaan Daitai Hain
Kyun Muhabbat Ka Sila Ahle Jahaan Daitai Hain
Koun Rakhtaa Tairi Iss Khaas Inaayat Ka Bharam
سوزِ نہاں اشک رواں آہ و فغاں دیتے ہیں
یوں محبت کا صلہ اہل جہاں دیتے ہیں
Soyaa Nahi Mai Raat Bhar Ishq E Huzur Mai
Kaisaa Yai Rat Jagaa Rahaa Kaif O Surur Mai
Pichlai Pahar Jo Marr Gayaa Unkaa Woh Jaan'nisaar
سویا نہیں میں رات بھر عشق حضور میں
کیسا یہ رت جگا رہا کیف و سرور میں
Sambhal Ja Ae Dil E Muztar Madina Anai Waalaa Hai
Lutaa Ae Chashm E Tar Gouhar Madina Anai Waalaa Hai
Qadam Ban Jaey Mera Sar Madina Anai Waalaa Hai
سنبھل جا اے دل مضطر مدینہ آنے والا ہے
لٹا اے چشم تر گوھر مدینہ آنے والا ہے
Sar Jhuka Apna Jo Seene Ki Taraf
Dil Hua Raahi Madine Ki Taraf
Leejiye Mujh Neem Bismil Ki Khabar
سر جھکا اپنا جو سینے کی طرف
دل ہوا راہی مدینے کی طرف
Sambhal Ja Ae Dil Muztar Madinah Aane Wala Hai
Luta Ae Chashm-e-Tar Gauhar Madinah Aane Wala Hai
Qadam Ban Jaaye Mera Sar Madinah Aane Wala Hai
سنبھل جا اے دل مضطر مدینہ آنے والا ہے
لُٹا اے چشمِ تر گوہر مدینہ آنے والا ہے
Sar Sooye Roza Jhuka Phir Tujh Ko Kya
Dil Tha Sajid Najdiya Phir Tujh Ko Kya
Baithte Uthte Madad Ke Waste
سر سوئے روضہ جھکا پھر تجھ کو کیا
دل تھا ساجد نَجْدِیا پھر تجھ کو کیا
Saqaanil Hubbu Ka'saatil Wisaali
Fa Qultu Li Khamrati Nahwi Ta'aali
Daad-e-Ishqam Jaam-e-Wasl-e-Kibriya
سَقَانِی الْحُبُّ کَاْسَاتِ الْوِصَالٖ
فَقُلْتُ لِخَمْرَتِیْ نَحْوی تَعَالٖ
Sachchi Baat Sikhaate Yeh Hain
Seedhi Raah Dikhaate Yeh Hain
Doobi Naavein Taraate Yeh Hain
سچی بات سکھاتے یہ ہیں
سیدھی راہ دکھاتے یہ ہیں
Sayyid e Kawnain Sultan-e-Jahaan
Zill-e-Yazdaan Shah-e-Deen Arsh-Aastaan
Kul Se A'la Kul Se Aula Kul Ki Jaan
سیّد کونین سلطانِ جہاں
ظلِ یزداں شاہِ دیں عرش آستاں
Sunte Hain Keh Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai
Gar Un Ki Rasai Hai Lo Jab To Ban Aai Hai
Machla Hai Keh Rahmat Ne Umeed Bandhai Hai
سُنتے ہیں کہ محشر میں صرف اُن کی رَسائی ہے
گر اُن کی رَسائی ہے لو جب تو بن آئی ہے
Suna Jangal Raat Andheri Chhayi Badli Kaali Hai
Sone Walo! Jaagte Rahiyo Choron Ki Rakhwali Hai
Aankh Se Kajal Saaf Chura Lein Yaan Woh Chor Bala Ke Hain
سُونا جنگل رات اندھیری چھائی بدلی کالی ہے
سونے والو! جاگتے رہیو چوروں کی رکھوالی ہے
Sarwar Kahun Keh Malik-o-Maula Kahun Tujhe
Bagh-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahun Tujhe
Harmaan Naseeb Hoon Tujhe Umeed Gah Kahun
سرور کہوں کہ مالک و مَولیٰ کہوں تجھے
باغِ خلیل کا گلِ زَیبا کہوں تجھے
Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi
Sab Se Bala O Wala Hamara Nabi
Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
سب سے اَولیٰ و اعلیٰ ہمَارا نبی
سب سے بالا و وَالا ہمَارا نبی
Sar ta ba qadam hai tan Sultan-e-Zaman phool
Lab phool, dahan phool, zaqan phool, badan phool
Sadqe mein tere bagh to kya laaye hain ban phool
سر تا بقدم ہے تن سُلطانِ زَمن پھول
لب پھول دَہن پھول ذَقن پھول بدن پھول
Sooraj chamak rahe the badi aab-o-taab se
Roz-e-azal se daaman-e-lail-o-nahaar mein
Un ﷺ par nisaar karne hain sab roshni ke phool
سورج چمک رہے تھے بڑی آب و تاب سے
روزِ ازل سے دامنِ لیل و نہار میں