Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

Archives: Kalaam

8 entries in this collection.

Reset

Piron Kai Ap Pir Hain Yaa Ghaus Al Madad

Ahle Safaa Kai Mir Hain Yaa Ghaus Al Madad

Ranj O Alam Kasir Hain Yaa Ghaus Al Madad

Manqabat Top Kalam

پیروں کے آپ پیر ہیں یا غوث المدد

اہل صفا کے میر ہیں یا غوث المدد

Pi Ke Jo Mast Ho Gayaa Baada E Ishq E Mustafaa

Uss Ki Khudaa’i Ho Ga’i Aur Woh Khudaa Kaa Ho Gayaa

Keh Diyaa Qaasimun Anaa Donon Jahaan Kai Shaah Nai

Tasawwuf Kalam Top Kalam

پی کے جو مست ہوگیا بادۂ عشق مصطفی

اس کی خدائی ہوگئی اور وہ خدا کا ہوگیا

Payaam laai hai baad-e-saba Madine se

Ke rahmaton ki uthi hai ghata Madine se

Ilahi koi to mil jaaye chara-gar aisa

Naat

پیام لائی ہے باد صبا مدینے سے

کہ رحمتوں کی اٹھی ہے گھٹا مدینے سے

Paat woh kuch dhaar yeh kuch zaar hum

Ya Ilahi kyun kar utrain paar hum

Kis bala ki mai se hain sarshaar hum

Naat

پاٹ وہ کچھ دَھار یہ کچھ زَار ہم

یاالٰہی کیوں کر اُتریں پار ہم

Phir utha walwala-e-yad-e-Mugheelan-e-Arab

Phir khincha daman-e-dil sooye Bayaban-e-Arab

Bagh-e-Firdaus ko jaate hain Hazaran-e-Arab

Naat

پھر اُٹھا وَلولۂ یادِ مُغِیلانِ عرب

پھر کھنچا دامن دل سُوئے بیابانِ عرب

Pesh-e-Haq muzhdah-e-shafa'at ka sunate jayenge

Aap rote jayenge hum ko hansate jayenge

Dil nikal jane ki ja hai aah kin aankhon se woh

Naat

پیشِ حق مژدہ شفاعت کا سُناتے جائیں گے

آپ روتے جائیں گے ہم کو ہنساتے جائیں گے

Phir ke gali gali tabah thokaren sab ki khaye kyun

Dil ko jo aql de Khuda teri gali se jaye kyun

Rukhsat-e-qafila ka shor ghash se hamein uthaye kyun

Naat

پھر کے گلی گلی تباہ ٹھو کریں سب کی کھائے کیوں

دِل کو جو عقل دے خدا تیری گلی سے جائے کیوں

Poochhte kya ho Arsh par yoon gaye Mustafa ke yoon

Kaif ke par jahan jalein koi bataye kya ke yoon

Qasr-e-Dana ke raaz mein aqlen to gum hain jaisi hain

Naat

پُوچھتے کیا ہو عَرش پر یوں گئے مصطفٰے کہ یوں

کیف کے پر جہاں جلیں کوئی بتائے کیا کہ یوں