Category: Naat
Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.
Sar Jhuka Apna Jo Seene Ki Taraf
Dil Hua Raahi Madine Ki Taraf
Leejiye Mujh Neem Bismil Ki Khabar
سر جھکا اپنا جو سینے کی طرف
دل ہوا راہی مدینے کی طرف
Sambhal Ja Ae Dil Muztar Madinah Aane Wala Hai
Luta Ae Chashm-e-Tar Gauhar Madinah Aane Wala Hai
Qadam Ban Jaaye Mera Sar Madinah Aane Wala Hai
سنبھل جا اے دل مضطر مدینہ آنے والا ہے
لُٹا اے چشمِ تر گوہر مدینہ آنے والا ہے
Sar Sooye Roza Jhuka Phir Tujh Ko Kya
Dil Tha Sajid Najdiya Phir Tujh Ko Kya
Baithte Uthte Madad Ke Waste
سر سوئے روضہ جھکا پھر تجھ کو کیا
دل تھا ساجد نَجْدِیا پھر تجھ کو کیا
Sachchi Baat Sikhaate Yeh Hain
Seedhi Raah Dikhaate Yeh Hain
Doobi Naavein Taraate Yeh Hain
سچی بات سکھاتے یہ ہیں
سیدھی راہ دکھاتے یہ ہیں
Sayyid e Kawnain Sultan-e-Jahaan
Zill-e-Yazdaan Shah-e-Deen Arsh-Aastaan
Kul Se A'la Kul Se Aula Kul Ki Jaan
سیّد کونین سلطانِ جہاں
ظلِ یزداں شاہِ دیں عرش آستاں
Sunte Hain Keh Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai
Gar Un Ki Rasai Hai Lo Jab To Ban Aai Hai
Machla Hai Keh Rahmat Ne Umeed Bandhai Hai
سُنتے ہیں کہ محشر میں صرف اُن کی رَسائی ہے
گر اُن کی رَسائی ہے لو جب تو بن آئی ہے
Suna Jangal Raat Andheri Chhayi Badli Kaali Hai
Sone Walo! Jaagte Rahiyo Choron Ki Rakhwali Hai
Aankh Se Kajal Saaf Chura Lein Yaan Woh Chor Bala Ke Hain
سُونا جنگل رات اندھیری چھائی بدلی کالی ہے
سونے والو! جاگتے رہیو چوروں کی رکھوالی ہے
Sarwar Kahun Keh Malik-o-Maula Kahun Tujhe
Bagh-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahun Tujhe
Harmaan Naseeb Hoon Tujhe Umeed Gah Kahun
سرور کہوں کہ مالک و مَولیٰ کہوں تجھے
باغِ خلیل کا گلِ زَیبا کہوں تجھے
Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi
Sab Se Bala O Wala Hamara Nabi
Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
سب سے اَولیٰ و اعلیٰ ہمَارا نبی
سب سے بالا و وَالا ہمَارا نبی
Sar ta ba qadam hai tan Sultan-e-Zaman phool
Lab phool, dahan phool, zaqan phool, badan phool
Sadqe mein tere bagh to kya laaye hain ban phool
سر تا بقدم ہے تن سُلطانِ زَمن پھول
لب پھول دَہن پھول ذَقن پھول بدن پھول
Sooraj chamak rahe the badi aab-o-taab se
Roz-e-azal se daaman-e-lail-o-nahaar mein
Un ﷺ par nisaar karne hain sab roshni ke phool
سورج چمک رہے تھے بڑی آب و تاب سے
روزِ ازل سے دامنِ لیل و نہار میں