Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

نعت

Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.

Reset

Baad az Khuda buzurg o muazzam tumhin to ho

Haqqan ke Badshah-e-do Aalam tumhin to ho

Har shakhs par karam hai, har ik shakhs par ata

Naat Top Kalam

بعد از خدا بزرگ و معظم تمہیں تو ہو

حقا کہ بادشاہ دو عالم تمہیں تو ہو

Bul Hawwas Sun Sim U Zar Ki Bandagi Achi Nahi

Unn Kai Dar Ki Bhik Achi Sarwari Achi Nahi

Sarwari Kya Chiz Hai Unn Ki Gadaai Kai Huzur

Naat

بوالہوس سن سیم و زر کی بندگی اچھی نہیں

ان کے در کی بھیک اچھی سروری اچھی نہیں

Buraq fikr hai gardo'n nurd aaj ki raat

Hawa urati hai taro'n ki gard aaj ki raat

Yeh Kon zehen ke Roshan makan main utra

Naat

براق فکر ہے گردوں نورد آج کی رات

ہوا اُڑاتی ہے تاروں کی گَرد آج کی رات

Bayan kab ho sake rutba tumhara Ya Rasool Allah

Keh rutba sab se hai a'la tumhara Ya Rasool Allah

Khudawand-e-Ta'ala ne bulaya arsh par tum ko

Naat

بیاں کب ہو سکے رتبہ تمہارا یا رسول اللہ

کہ رتبہ سب سے ہے اعلیٰ تمہارا یا رسول اللہ

Baray Lateef Hain Naazuk Se Ghar Mein Rehtay Hain

Meray Huzoor ﷺ Meri Chashm-e-Tar Mein Rehtay Hain

Hamaray Dil Mein Hamaray Jigar Mein Rehtay Hain

Naat

بڑے لطیف ہیں نازک سے گھر میں رہتے ہیں

مرے حضور ﷺ مری چشمِ تر میں رہتے ہیں

Barray lateef hain naazuk se ghar mein rehte hain

Mere huzoor meri chashm-e-tar mein rehte hain

Hamaare dil mein hamaare jigar mein rehte hain

Naat

بڑے لطیف ہیں نازک سے گھر میں رہتے ہیں

میرے حضور میری چشم تر میں رہتے ہیں

Ba-kar-e khwesh hairanam, Aghisni Ya Rasool Allah

Pareshanam pareshanam, Aghisni Ya Rasool Allah

Nadaram juz to malja-e, nadanam juz to mawa-e,

Naat

بَکارِ خَویْش حَیرانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

پَریشانَم پریشانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

Bazm e Milaad e Nabi ﷺ Hai Har Musalma Shad Hai

Aamina Kay Laal Pyare Mustafaﷺ Ki Yaad Hai

Ankh Main Roza, Zaban Pay Naam, Dil Main Yaad Hai

Naat

بزم میلادِ نبیﷺ ہے، ہر مسلماں شاد ہے

آمنہ کے لال پیارے مصطفیٰﷺ کی یاد ہے