Category: Naat
Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.
Baad az Khuda buzurg o muazzam tumhin to ho
Haqqan ke Badshah-e-do Aalam tumhin to ho
Har shakhs par karam hai, har ik shakhs par ata
بعد از خدا بزرگ و معظم تمہیں تو ہو
حقا کہ بادشاہ دو عالم تمہیں تو ہو
Bul Hawwas Sun Sim U Zar Ki Bandagi Achi Nahi
Unn Kai Dar Ki Bhik Achi Sarwari Achi Nahi
Sarwari Kya Chiz Hai Unn Ki Gadaai Kai Huzur
بوالہوس سن سیم و زر کی بندگی اچھی نہیں
ان کے در کی بھیک اچھی سروری اچھی نہیں
Buraq fikr hai gardo'n nurd aaj ki raat
Hawa urati hai taro'n ki gard aaj ki raat
Yeh Kon zehen ke Roshan makan main utra
براق فکر ہے گردوں نورد آج کی رات
ہوا اُڑاتی ہے تاروں کی گَرد آج کی رات
Bayan kab ho sake rutba tumhara Ya Rasool Allah
Keh rutba sab se hai a'la tumhara Ya Rasool Allah
Khudawand-e-Ta'ala ne bulaya arsh par tum ko
بیاں کب ہو سکے رتبہ تمہارا یا رسول اللہ
کہ رتبہ سب سے ہے اعلیٰ تمہارا یا رسول اللہ
Baray Lateef Hain Naazuk Se Ghar Mein Rehtay Hain
Meray Huzoor ﷺ Meri Chashm-e-Tar Mein Rehtay Hain
Hamaray Dil Mein Hamaray Jigar Mein Rehtay Hain
بڑے لطیف ہیں نازک سے گھر میں رہتے ہیں
مرے حضور ﷺ مری چشمِ تر میں رہتے ہیں
Barray lateef hain naazuk se ghar mein rehte hain
Mere huzoor meri chashm-e-tar mein rehte hain
Hamaare dil mein hamaare jigar mein rehte hain
بڑے لطیف ہیں نازک سے گھر میں رہتے ہیں
میرے حضور میری چشم تر میں رہتے ہیں