نعت
Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.
Zindagi Ye Nahiñ He Kisi Ke Liye
Zindagi He Nabi Ki Nabi Ke Liye
Na Samajh Mar’te Haiñ Zindagi Ke Liye
زندگی یہ نہیں ہے کسی کے لئے
زندگی ہے نبی کی نبی کے لئے
Zameen o zamaan tumhare liye, makeen o makaan tumhare liye
Chuneen o chunaan tumhare liye, bane do jahaan tumhare liye
Dahan mein zabaan tumhare liye, badan mein hai jaan tumhare liye
زمین و زماں تمہارے لئے مَکِین و مکاں تمہارے لئے
چُنین و چُناں تمہارے لئے بنے دو جہاں تمہارے لئے
Zi aksat māh-e tābān āfarīdand
Zi bū-ye to gulistān āfarīdand
Na az bahr-e to sarf īmāniyānand
زِ عکست ماہِ تاباں آفرِیدَند
زِ بُوئے تو گُلستاں آفریدند
Zamana Hajj ka hai jalwa diya hai shahid-e-gul ko
Ilahi taqat-e-parwaz de parhaye bulbul ko
Baharein aaein joban par ghira hai abr-e-rahmat ka
زمانہ حج کا ہے جلوہ دیا ہے شاہد گل کو
اِلہٰی طاقت پرواز دے پرہائے بلبل کو
Zaairo paas-e-adab rakho hawas jaane do
Aankhen andhi hui hain un ko taras jaane do
Sookhi jaati hai umeed-e-ghuraba ki kheti
زائرو پاسِ اَدب رکھو ہَوَس جانے دو
آنکھیں اندھی ہوئی ہیں ان کو ترَس جانے دو