نعت
Naat woh muqaddas صنف-e-sukhan hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem Muhammad Mustafa ﷺ ki zaat-e-aqdas, seerat, shamaail, fazail, mojizat, rehmat aur muhabbat ka adab ke saath bayan hota hai.
Tujh bin tarap rahe hain donon jahan wale
Ae zeenat-e-Madina, ae aan baan wale
Teri nawazishon se pur-noor ho rahe hain
تجھ بن تڑپ رہے ہیں دونوں جہان والے
اے زینت مدینہ اے آن بان والے
Tum Se Jo Gurayzaañ He Farzana, Wo Diwana
Shaida Jo Huwa Tum Par Diwana, Wo Farzana
Aa Jaa Dil E Weeraañ Me, Tera Ho Ye Kaashana
تم سے جو گریزاں ہے فرزانہ وہ دیوانہ
شیدا جو ہوا تم پر دیوانہ وہ فرزانہ
Tumhare Rukh Kai Jalwon Se Munawwar Ho Gayaa Alam
Magar Kyun Kar Ghata E Gham Mere Dil Se Nahin Chut'ti
Karon Akhtar Shumaari Intizaar E Subh Mai Kab Tak
تمہارے رخ کے جلووں سے منور ہوگیا عالم
مگر کیونکر گھٹا غم کی مرے دل سے نہیں چھٹتی
Takht E Zarin Hai Na Taaj E Shaahi Hai
Kya Faqiraana Baadshaahi Hai
Faqr Par Shaan Ye Kai Zair E Nagin
تخت زریں نہ تاجِ شاہی ہے
کیا فقیرانہ بادشاہی ہے
Tere Daaman E Karam Mai Jisai Nind A Ga’i Hai
Jo Fanaa Na Hogi Aisi Ussai Zindagi Mili Hai
Mujhe Kya Pari Kissi Se Karun Arz Mudda'aa Mai
ترے دامن کرم میں جسے نیند آگئی ہے
جو فنا نہ ہوگی ایسی اسے زندگی ملی ہے
Taaron Ki Anjuman Mai Ye Baat Ho Rahi Hai
Markaz Tajalliyon Kaa Khaak Dar E Nabi Hai
Zarrai Ye Keh Rahai Hain Iss Nur Kai Qadam Se
تاروں کی انجمن میں یہ بات ہو رہی ہے
مرکز تجلیوں کا خاک درِ نبی ہے
Tumhare Dar Pai Jo Mai Baariyaab Ho Jaaoun
Qassam Khudaa Ki Shahaa Kaamiyaab Ho Jaaoun
Jo Paa'aoun Bausa E Paa' E Huzur Kya Kehnaa
تمہارے در پہ جو میں باریاب ہوجاؤں
قسم خدا کی شہا کامیاب ہو جاؤں
Tairi Chukhatt Pai Jo Sar Apnaa Jhukaa Jaataai Hain
Har Bulandi Ko Wohi Nichaa Dikhaa Jaataai Hain
Sarfaraazi E Ajal Unn Ko Milaa Karti Hai
تیری چوکھٹ پہ جو سر اپنا جھکا جاتے ہیں
ہر بلندی کو وہی نیچا دکھا جاتے ہیں
Talaatum Hai Yai Kaisaa Anso'oun Kaa Dida E Tar Mai
Yai Kaisi Moujain Ayi Hain Tamannaa Kai Samandar Mai
Hujum E Shauq Kaisaa Intaizaar E Ku E Dilbar Mai
تلاطم ہے یہ کیسا آنسوئوں کا دیدۂ تر میں
یہ کیسی موجیں آئی ہیں تمنا کے سمندر میں
Tum Chalo Hum Chaleñ Sab Madine Chaleñ
Jaanib E Taibah Sab Ke Safeene Chaleñ
Mekasho! Aao-aao Madine Chaleñ
تم چلو ہم چلیں سب مدینے چلیں
جانب طیبہ سب کے سفینے چلیں
Tooba Mein Jo Sab Se Oonchi Naazuk Seedhi Nikli Shaakh
Maangoon Naat-e-Nabi Likhne Ko Rooh-ul-Qudus Se Aisi Shaakh
Maula Gulbun, Rahmat-e-Zahra, Sibtain Us Ki Kaliyan Phool
طوبے میں جو سب سے اُونچی نازُک سیدھی نکلی شاخ
مانگوں نعت نبی لکھنے کو روحِ قُدس سے ایسی شاخ