Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

Archives: Kalaam

9 entries in this collection.

Reset

Sham o sahar salam ko hazir hain assalam

Shams o qamar salam ko hazir hain assalam

Sab tajwar salam ko hazir hain assalam

Salam Top Kalam

شام و سحر سلام کو حاضر ہیں السلام

شمس وقمر سلام کو حاضر ہیں السلام

Shah e arsh a'ala salamun alaikum

Habeeb e Khuda ﷺ salamun alaikum

Mere maah e Taiba

Salam Top Kalam

شہ عرش اعلیٰ سلامٌ علیکم

حبیب خدایا سلامٌ علیکم

Shah-e-Deen-o-Duniya hamare Nabi hain

Do Aalam ka mansha hamare Nabi hain

Zamane ke upar karam hi karam hai

Naat Top Kalam

شہ دین و دنیا ہمارے نبی ہیں

دو عالم کا منشا ہمارے نبی ہیں

Shujaa'at Naaz Karti Hai Jalaalat Naaz Karti Hai

Woh Sultaan E Zamaan Hain Unn Pai Shaukat Naaz Karti Hai

Sadaaqat Naaz Karti Hai Amaanat Naaz Karti Hai

Manqabat Top Kalam

شجاعت ناز کرتی ہے جلالت ناز کرتی ہے

وہ سلطانِ زماں ہیں ان پہ شوکت ناز کرتی ہے

Shamim E Zulf E Nabi Laa Sabaa Madine Se

Mariz E Hijr Ko Laa Kar Sunghaa Madine Se

Ye A Rahi Hai Mere Dil Ki Sadaa Madine Se

Naat Top Kalam

شمیم زلف نبی لا صبا مدینے سے

مریض ہجر کو لا کر سونگھا مدینے سے

Shehanshah E Do Alam Kaa Karam Hai

Mere Dil Ko Mayyassar Unn Ka Gham Hai

Yahin Rehtai Hain Woh Jaan E Bahaaraan

Naat Top Kalam

شہنشاہِ دو عالم کا کرم ہے

مرے دل کو میسر اُن کا غم ہے

Shukr-e-Khuda Keh Aaj Gharri Us Safar Ki Hai

Jis Par Nisaar Jaan Falaah-o-Zafar Ki Hai

Garmi Hai, Tap Hai, Dard Hai, Kulfat Safar Ki Hai

Naat

شکر خدا کہ آج گھڑی اُس سفر کی ہے

جس پر نِثار جان فلاح و ظفر کی ہے

Shah-e-Barakaat Ae Abul Barakaat Ae Sultan-e-Jood

Baarak Allah Ae Mubaarak Baadshah Imdaad Kun

Ishqi Ae Maqtool-e-Ishq Ae Khoon Bahaayat Ain-e-Zaat

Manqabat

شاہِ بَرَکات اے ابُو البَرَکات اے سُلطانِ جُود

بَارَکَ اللہ اے مُبارَک بادشاہ اِمداد کُن

Shor-e-Mah-e-Nau Sun Kar Tujh Tak Main Dawaan Aaya

Saqi Main Tere Sadqe Mai De Ramzan Aaya

Is Gul Ke Siwa Har Phool Ba-Gosh-e-Giraan Aaya

Naat

شورِ مہِ نو سن کر تجھ تک میں دَواں آیا

ساقی میں ترے صدقے مے دے رمضاں آیا