منقبت
Manqabat woh manzoom kalaam hai jo Sahaba-e-Kiram, Ahl-e-Bait-e-Athar, Awliya-e-Kiram, Mashayikh aur buzurgan-e-deen ke fazail, seerat aur roohani maqamat ke bayan mein likha jata hai.
Ae Naqib E Ala Hazrat Mazhar E Haider Hassan
Ae Bahaar E Baagh E Zahraa Mere Barkaati Chaman
Ae Tamaashaa Gaah E Alam Chehraa E Taabaan E Tu
اے نقیب اعلیٰ حضرت مظہر حیدر حسن
اے بہارِ باغِ زہرا میرے برکاتی چمن
Ae mehr-e-charkh-e-bartari, Peeran Sabir Kaleri
Ae noor-e-burj-e-khawari, Peeran Sabir Kaleri
Tum akhtar-e-charkh-e-wila, tum khawar-e-sidq-o-safa
اے مہر چرخ برتری پیران صابر کلیری
اے نور برج خاوری پیران صابر کلیری
Allah Allah nau bahar-e-azmat-e-Ahmed Raza
Ghuncha ghuncha hai zaban-e-midhat-e-Ahmed Raza
Saaya-e-qasr-e-dana mein manzilat paya hua
اللہ اللہ نو بہار عظمتِ احمد رضا
غنچہ غنچہ ہے زبانِ مدحتِ احمد رضا
Aa gaya roz-e-eid-e-wisaal-e-habeeb, muzhda ae maigasaaran-e-Ahmed Raza
Peene walon ki khud justaju mein hai aaj, jam-e-sahba-e-irfan-e-Ahmed Raza
Phir Bareilly ki janib se baadal uthe, ho mubarak ghulaman-e-Ahmed Raza
آگیا روزِ عیدِ وصالِ حبیب، مژدہ اے مَیگسارانِ احمد رضا
پینے والوں کی خود جستجو میں ہے آج، جامِ صہبائے عرفانِ احمد رضا
Aap ka irfan dobala Sayyidi Ahmed Raza
Aap ka farman wala Sayyidi Ahmed Raza
Aap ne hum ko sambhala Sayyidi Ahmed Raza
آپ کا عرفاں دوبالا سیدی احمد رضا
آپ کا فرمان والا سیدی احمد رضا
Aap ka irfan dobala Sayyidi Ahmed Raza
Aap ka farman wala Sayyidi Ahmed Raza
Aap ne hum ko sambhala Sayyidi Ahmed Raza
آپ کا عرفاں دوبالا سیدی احمد رضا
آپ کا فرمان والا سیدی احمد رضا
Aastan hai yeh Ahmed Raza Khan ka Marhaba Marhaba
Yani Ishq o Mohabbat ke Sultan ka Marhaba Marhaba
Jaam par jaam chalta hai Irfan ka Marhaba Marhaba
آستاں ہے یہ احمد رضا خان کا مرحبا مرحبا
یعنی عشق و محبت کے سلطان کا مرحبا مرحبا
Abu Bakr thay raaz dar-e Muhammad
Abu Bakr thay gham gusar-e Muhammad
Kashish ishq ki dekh un ki sada se
ابوبکر تھے راز دارِ محمد
ابوبکر تھے غم گسارِ محمد
Al-Amaan qahr hai aye Ghaus woh teekha tera
Mar ke bhi chain se sota nahin maara tera
Baadalon se kahin rukti hai karakti bijli
الاماں قہر ہے اے غوث وہ تِیکھا تیرا
مر کے بھی چین سے سوتا نہیں مارا تیرا