Ghair Apne Ho Gaye Jo Hamare Badal Gaye
Nazrain Badal Gain Tou Nazaarai Badal Gaye
Kis Ko Sunaaiyeaga Yahaan Gham Ki Daastaan
غیر اپنے ہوگئے، جو ہمارے بدل گئے
نظریں بدل گئیں تو نظارے بدل گئے
Gham Ho Gaye Be Shumaar Aaqa
Bandah Tere Nisaar Aaqa
Bigra Jaata Hai Khel Mera
غم ہو گئے بے شمار آقا
بندہ تیرے نثار آقا