Ya Nabi salam alaika ya Rasool salam alaika
یَانَبِیْ سَلَامٌ عَلَیْکَ، یَارَسُولْ سَلَامٌ عَلَیْکَ
Ya Nabi salam alaika ya Rasool salam alaika
Ya Habeb salam alaika Salawat ullalh alaika
Assalam ay noor e rahmat asslam ay shaan e rif'at
Assalam ay jaan e millat assalam imaan e ummat
Ya Nabi salam alaika ya Rasool salam alaika
Ya Habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Jibrail aaye hai dar par rab ka kuch pegham le kar
Aaye hain mahboob e dawar haq ke ab mahmaan ban kar
Ya Nabi salam alaika ya Rasool salam alaika
Ya Habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Khwaab shah farma rahe hain aur maalik aa rahe hain
Talwe wo sehla rahe hain aur kahte ja rahe hain
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Burq tha burraq kya tha ek qadam aqsa pe pohancha
Har Nabi tha dast basta aur zabaa'n par tha ye naara
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Malik e mulk e shafa'at sayyad e youm e qayamat
Nayyar e barj e sa'adat gohare darje siyaadt
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Rahmaton ka taaj un ka do jaha'n pe raaj un ka
Saaj tha mairaaj un ka rabb e sallim baaj un ka
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Mazhar e awal o akhir rahmat e batin o zahir
Pesh o pas nigraan o nazir hum salami ko hain hazir
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika Salawat ullah alaika
Banda e be daam hai burhan thaam kar murshid ka damaan
Sharm se nala o girya apni bakhshish ka hai khuwahan

Burhaan Millat