Salle alaa nabiyina saalle alaa muhammadin
صَلِّ عَلیٰ نَبِیِّنَا صَلِّ عَلیٰ مُحَمَّدٍ
Salle alaa nabiyina saalle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Aagaye wo ke jin se hai, jalwaye do jahan aaya'n
Aagaye wo ke jin main tha, jalwaye do jahan nihaa'n
Aagaye wo ke azmaten jin ki na hon saken baya'n
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Shamso qamar Shajar hajar, jinno malak, zameen falak
Jinno bashar zameen zamaan wehsho tuyoor aur malak
Sab ke jhukenge sar jahan
Aaye wo shah e do jahan
Saalle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Sallie alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Hadi e haq rafique e haq qayil e haq, shafique e haq
Rehmat e haq, ameen e haq, nayib e haq, habeeb e haq. Shahid e haq, rasool e haq,kauno makaan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Rehmaten kaiynaat par chayen hain un ki zaat se
Naimain sab khuda ki hain, bat'ti hain un ke hath se
Qasim e naimat e khuda, sahib e lutfe be kraan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Sab ke tabeeb hainn wohi,
Shah e labeeb hain wohi
Haq ke habeeb hain wohi,
Haq ke qareeb hain wohi
Haq ke mujeeb hain wohi,
Haq ke hoye jo mehmaan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Baare gunah se dab gaya, ban gayi apni jaan par
Chal ke jhukayen ab jabeen, un ke hi aastaan par
Un ka hi naam lab pe ho,
Un ka hi naam hizr e jaan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Qabr ki wo andheryan aur gunah ki tergi
Hashar ki haye kashmakash aur ye apni be kasi
Kaun sune tere siwa, haye meri duhaiyan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Un ka karam na sun saka shikway khata shi'aar ke
Bujhte chiragh jal uthe un ke gunahgaar ke
Shor hua chalo chalo, aaye shafiaye aasiya'n
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Dekh ke sajdah raiz arsh, sab pe sukut cha gaya
Hashr ki darogeer main kuch to sukun aa gaya
Chamki wo noor ki kiran.
Kam hoyin be qarariyan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Aapke lutf e aam ke, aarzoo mand hainn sabhi
Aapke lutf e aam ne bakhshi hayat sarmadi
Aapke lutf e aam se door hoyin buraiyan
Salle alaa nabiyina salle alaa muhammadin
Salle alaa habibina salle alaa muhammadin
Salle alaa shafiena salle alaa muhammadin
Tera burhaan be nawa, hath main daaman e Raza
Gharq e gunah hai magar, hai to waselah gaus ka
Baab e salam par tere sharm se sar bar aastaan