Category: Salam
Salam woh muqaddas manzoom kalaam hai jis mein Huzoor Nabi-e-Kareem ﷺ ya muqaddas Islami shakhsiyat ki bargah mein adab, muhabbat aur aqeedat ke saath salam pesh kiya jata hai.
Sham o sahar salam ko hazir hain assalam
Shams o qamar salam ko hazir hain assalam
Sab tajwar salam ko hazir hain assalam
Salam Top Kalam
شام و سحر سلام کو حاضر ہیں السلام
شمس وقمر سلام کو حاضر ہیں السلام