Naat Academy Naat Academy
Naat Academy

سلامِ عقیدت

Salaam-e-Aqeedat woh manzoom nazrana hai jo Anbiya, Sahaba, Ahl-e-Bait, Awliya aur buzurgan-e-deen ki bargah mein muhabbat, adab aur roohani nisbat ke izhar ke liye pesh kiya jata hai.