Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
یَانَبِیْ سَلَامٌ عَلَیْکَ، یَارَسُولْ سَلَامٌ عَلَیْکَ
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habib salam alaika salawat ullah alaika
Apne girton ko sanbhalo nafs o shetan se chura lo
Apna hi banda bana lo nare dozkh se bacha lo
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Kufr ke phele the phere shirk tha aalam ko ghere
Phele jab anwaar tere mit gaye Sare andhere
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Aap se Sara jaha'n hai aap ka koun o maka'n hai
Jo aya'n hai aur niha'n hai un ki rahmat ka nisha'n hai
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Daur e mahshar ke aage pardh mera khul na jaye
Apne daman main chupa le main teri rahmat ke sadqe
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Nimatur rahmaan tammat rahmatur rahmaan ammat
Hikmatul lahmaan jammat hai ye saat e masrrat
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Makhzan e jud o sakhawat
minbaye rashd o hidayat
Marjaye siddq o adalat malik e shara o siyadat
Ya Nabi salam alaika ya rasool salam alaika
Ya habeb salam alaika salawat ullah alaika
Aap ka burhan aaka jubba sa hai aasta'n par
Ay mere mahboob e dawar ho nigah e lutf mujh par

Burhaan Millat