Naat Academy Naat Academy
Naat

Tehseen E Raza Waqiee Tehseen E Raza Hai

تحسین رضا واقعی تحسین رضا ہے

Roman Lyrics
Matla

Gul Raz E Husn Ka Gul E Rangeen Ada Hai
Tehseen E Raza Waqiee Tehseen E Raza Hai

Toseef Main Us Ki Jo Kahun Is Se Siwa Hai
Tehseen E Raza Waqiee Tehseen E Raza Hai

Nam Is Ka Bohat Khoob Hai Khud Us Ki Sana Hai
Tehseen E Raza Waqiee Tehseen E Raza Hai

Rehmani Ziaon Ki Rida Main Wo Chupa Hai
Tehseen E Raza Sarhad E Tehseen Se Wara Hai

Ab Aql Ki Parwaz Usey Choo Nahi Sakti
Tehseen E Raza Aisi Bulandi Ka Sama Hai

Firdous Ke Baaghon Se Idher Mil Nahi Sakta
Wo Malik E Jannat Ki Muhabbat Main Guma Hai

Maqta

Sidra Se Koyi Poochey Zara Is Ki Bulandi
Wo Rutba E Bala Mere Tehseen Ko Mila Hai

Urdu Kalam
مطلع
گل زارِ حسن کا گل رنگین ادا ہے
تحسین رضا واقعی تحسین رضا ہے
توصیف میں اس کی جو کہوں اس سے سوا ہے
تحسین رضا واقعی تحسین رضا ہے
نام اس کا بہت خوب ہے خود اس کی ثنا ہے
تحسین رضا واقعی تحسین رضا ہے
رحمانی ضیاؤں کی رِدا میں وہ چھپا ہے
تحسین رضا سرحد تحسیں سے ورا ہے
اب عقل کی پرواز اسے چھو نہیں سکتی
تحسین رضا ایسی بلندی کا سما ہے
فردوس کے باغوں سے ادھر مل نہیں سکتا
وہ مالک جنت کی محبت میں گما ہے
مقطع
سدرہ سے کوئی پوچھے ذرا اس کی بلندی
وہ رتبۂ بالا مرے تحسیں کو ملا ہے

Kalam Details

Bahr مثمن اخرب مکفوف محذوف
Total Misra 14
Writer Tajushshariah Mufti Akhtar Raza Khan Qadri Azhari
Book Safeena E Bakhshish
Category Naat