top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Ya Rab Mein Gunahgar Hoon Tauba Qabool Ho

Ya Rab Mein Gunahgar Hoon Tauba Qabool Ho Isyaan Pay Sharm Sar Houn, Tauba Qabool Ho. Jaan Sozo Dil Pigar Houn, Tauba Qabool Ho Sartapa Inqisar Hoon, Tauba Qabool Ho.

Guzri Tumam Umar Meri Lahulad Mein Naiki Nahin Hai Koi Amal Ki Kitab Main Salah Amal Bhi Koi Nahin Hai Hisaab Main Dast E Dua Buland Hai Teri Janab Mein.

Aisho Nishat Hi Mein Guzari Hai Zindagi Har Zawiye Say Apni Sanwari Hai Zingadi Mera Khayal Yeh Tha Kay Jari Hai Zindagi Lekin Yeh Hall Ab Hai Kay Bhari Hai Zindagi.

Mein Houn Gunahgar Magar Tu To Hai Kareem Main Hoon Siyah Kar Magar Tu To Hai Raheem Mein Houn Fana Pazeer Magar Tu To Hai Qadeem Main Adna O Haqeer Sahih Tu To Hai Azeem.

Ya Rub Teray Karam Teri Rehmat Ka Wasta Ya Rab Teri Aata Teri Naimat Ka Wasta Ya Rub Teray Jalal O Jalalat Ka Wasta Ya Rab Rasool E Haq Ki Risalat Ka Wasta.

Tauba Qabool Ho, Meri Tauba Qabool Ho. Tauba Qabool Ho, Meri Tauba Qabool Ho.

29 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page