سائے میں تمہارے ہیں قسمت یہ ہماری ہے قربان دل وجاں ہیں کیا شان تمہاری ہے
کیا پیش کروں تم کو کیا چیز ہماری ہے یہ دل بھی تمہارا ہے یہ جاں بھی تمہاری ہے
نقشہ ترا دلکش ہے صورت تری پیاری ہے جس نے تمہیں دیکھا ہے سوجان سے واری ہے
گو لاکھ برُے ہیں ہم کہلاتے تمہارے ہیں اکِ نظرِ کرم کرنا یہ عرض ہماری ہے
ہم چھوڑ کر اس در کو جائیں تو کہاں جائیں اکِ عمر تمہارے ہی ٹکڑوں پہ گزاری ہے
تاجی ترے سجدے سے زاہد کو جلن کیوں ہے قدرت نے جبیں سائی قسمت میں اتاری ہے
شاعر: ذہین شاہ تاجی
Saye mein Tumhareﷺ hain qismat ye hamari hai Saye mein Tumhareﷺ hain qismat ye hamari hai Qurban dil o jaan hain kya shan Tumhariﷺ hai Kya Pesh Karun Tumﷺ ko Kya Cheez Hamari hai Ye Dil bhi Tumharaﷺ hai Ye Jaan bhi Tumhariﷺ hai Naqsha Teraﷺ Dilkash hai Soorat Teriﷺ Pyari hai Jisne Tumheﷺ Dekha hai Sau Jaan se Waari hai Go Lakh Bure hain ham Kahlate Tumhareﷺ hain Ek Nazar e Karam karna ye Arz hamari hai Ham Chodh kar Iss Dar ko jayein to kahan Jayein Ek Umar Tumhareﷺ hi Tukron pe Guzari hai Taji Tereﷺ Sajde se Zahir ko Jalan Kyun hai Qudrat ne Jabeen Sayi Qismat mein Utari hai Shayar: Zaheen Shah Taji