top of page
Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Wo Pehla Khalifah,Wo Pehla Aarab Hai

ﻭﮦ ﺻِﺪِّﯾﻖِ ﺍﮐﺒﺮ کہ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟَﻘَﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ، ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋَﺮَﺏ ﮨﮯ

صدیق مولا میرے صدیق مولا

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻣَﺪَﺩﮔﺎﺭ ، ﭘﮩﻼ ﺻﺤﺎﺑﯽ

ﻧﺒﯽ ﻧﮯ ﺟﺴﮯ ﮨﺮ ﻗَﺪَﻡ ﭘﺮ ﺩُﻋﺎ ﺩﯼ

ﻭﮦ ﺍﻓﻀﻞ ﺑَﺸَﺮ ﺑﻌﺪ ﺍَﺯ ﺍَﻧﺒِﯿﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺟﺎﻥِ ﺻﺪﺍﻗﺖ ، ﻭﮦ ﺟﺎﻥِ ﻭَﻓﺎ ﮨﮯ

صحابی وہ ایسا ، ﺍِﻣﺎﻣﻮﮞ ﺳﮯ ﺍﻋﻠﯽٰ

ﻣﺤﻤﺪ ﺳﮯ ﮨﺮ ﺩﻡ ﻭﻓﺎ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻻ


ﻭﮦ ﺻِﺪِّﯾﻖِ ﺍﮐﺒﺮ کہ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟَﻘَﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ، ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋَﺮَﺏ ﮨﮯ

ﺑَﺸَﺮ ﮐﯽ ﺻﺪﺍﻗﺖ ﮐﺎ ﻣِﻌﯿﺎﺭ ﭨﮭﮩﺮ ﺍ

ﺻﺪﺍﻗﺖ ﮐﺎ ﺍُﻭﻧﭽﺎ ﻭﮦ ﻣِﯿﻨﺎﺭ ﭨﮭﮩﺮﺍ

ﭼَﭩﺎﻧﻮﮞ ﺳﮯ ﻣﻀﺒﻮﻁ ﺍُﺱ ﮐﺎ ﻗَﺪَﻡ ﺗﮭﺎ

ﻭﮦ ﭼﻠﺘﺎ ﮨﻮﺍ اِیک ﺑﺎﺏِ ﺣَﺮَﻡ ﺗﮭﺎ

ﺧُﺪﺍ ﺍُﺱ ﭘﮧ ﺭﺍﺿﯽ ﮨﻮﺍ ، ﻭﮦ ﺧﺪﺍ ﭘﺮ

کہیں ﻗُﺪﺳﯽ ﺁﻣﯿﻦ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﺩﻋﺎ ﭘﺮ

ﺯمیں ﭘﺮ ﻭﮦ ﻋﺮﺵِ ﺑَﺮﯾﮟ ﺩﯾﮑﮭﺘﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺳﺐ ﺳﮯ ﻧِﺮﺍﻻ ﻭﮦ ﺳﺐ ﺳﮯ ﺟُﺪﺍ ﮨﮯ

ﺩُﻋﺎ ﮐﮯ لیے ﻭﮦ ﺍَﮔَﺮ ﻟَﺐ ﮨِﻼ ﺩﮮ

ﺧُﺪﺍ ﺍﺱ ﭘﮧ ﺍﭘﻨﮯ ﺧﺰﺍﻧﮯ ﻟُﭩﺎ ﺩﮮ

ﻭﮨﯽ ’’ ﺛﺎﻧِﯽَ ﺍﺛْﻨَﯿﻦ ‘‘ ﮐﺎ ﮨﮯ ﻣُﺨﺎﻃَﺐ

ﺍُﺳﯽ ﮐﮯ لیے ﮨﯿﮟ ﺑﮍﮮ ﺳﺐ ﻣُﺮﺍﺗِﺐ

ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖِ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ


ﻭﮦ ﮐﺘﻨﺎ ﺑﮍﺍ ﮨﮯ ؟ ﺧﺪﺍ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﮯ !

ﻭﮦ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﮍﺍ ﮨﮯ ؟ ﺧﺪﺍ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﮯ !

ﺭِﺳﺎﻟﺖ ﮐﮯ ﻗَﺪْﻣﻮﮞ ﭘﮧ ﺭﮐﮫ ﺩﮮ ﻭﮦ ﻻ ﮐﺮ

ﭼﻠﮯ ﮔﮭﺮ ﮐﺎ ﮔﮭﺮ ﺍﭘﻨﮯ ﺳﺮ ﭘﺮ ﺍُﭨﮭﺎ ﮐﺮ

ﺑَﺠُﺰ ﺍَﻧﺒﯿﺎ ، ﺳﺐ ﺳﮯ ﺑﮩﺘﺮ ﻭﮨﯽ ﮨﮯ

ﻭﮨﯽ ﺻﺮﻑ ﺻﺪﯾﻖِ ﺍﮐﺒﺮ ، ﻭﮨﯽ ﮨﮯ !

ﮐﻮﺋﯽ ﺍُﻣَّﺘﯽ ﺍُﺱ ﺳﮯ ﺑﮩﺘﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ

ﮐﻮﺋﯽ ﺍﻣﺘﯽ ﺍﺱ ﮐﺎ ﮨَﻤﺴَﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ

ﮐﻮﺋﯽ ﺍﺱ ﮐﻮ ’’ ﺻِﺪِّﯾﻖ ‘‘ ﻣﺎﻧﮯ ﻧﮧ ﻣﺎﻧﮯ

ﺩﯾﮯ ﮨﯿﮟ ﻣَﮕَﺮ ﺍُﺱ ﮐﻮ ﺭﺗﺒﮯ ﺧﺪﺍ ﻧﮯ

ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ


ﻭﮦ ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﺧُﺪﺍ ﺳﮯ ﺩُﻋﺎ ﻣﺎﻧﮕﺘﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺍﭘﻨﮯ ﻟﯿﮯ ﻣُﺼﻄﻔﯽٰ ﻣﺎﻧﮕﺘﺎ ﮨﮯ

ﻣِﺮﯼ ﺟﺎﻥ ﻗﺮﺑﺎﻥ ﺟﺎﻥِ ﻭﻓﺎ ﭘﺮ

ﻣﯿﮟ ﺭﺍﺿﯽ ﮨﻮﮞ ، ﺭﺍﺿﯽ ﮨﻮﮞ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﺭﺿﺎ ﭘﺮ

ﻣِﺮﯼ ﺟﺎﻥ ، ﺟﺎﻥِ ﻭﻓﺎ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮨﮯ

ﻣِﺮﺍ ﮨﺮ ﻧَﻔَﺲ ﻣﺼﻄﻔﯽٰ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮨ

ﻣﯿﮟ ﺳﻮ ﺑﺎﺭ ﻟَﻮﭨﻮﮞ ، ﻣﯿﮟ ﺳﻮ ﺑﺎﺭ ﺁﺅﮞ

ﻣﯿﮟ ﻗﺮﺑﺎﻥ ﺟﺎﺅﮞ ، ﻣﯿﮟ ﻗﺮﺑﺎﻥ ﺟﺎﺅﮞ

ﺟﮩﺎﮞ ﭘﺮ ﺑﮭﯽ ﺫﮐﺮِ ﺭﺳﻮﻝِ ﺧﺪﺍ ﮨﮯ

ﻭﮨﯿﮟ ﺍُﺱ ﮐﺎ ﺍﺳﻢِ ﮔَﺮﺍﻣﯽ ﻟﮑﮭﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ

ﺻﺪﺍﻗﺖ ﮐﺎ ﭘﯿﮑﺮ ﺳَﻤﻨﺪﺭ ﻭﻓﺎ ﮐﺎ

ﻭﮦ ﻏﻢ ﺧﻮﺍﺭ ﭘﮩﻼ ﺭﺳﻮﻝِ ﺧﺪﺍ ﮐﺎ

ﻧﺒﯽ ﺳﮯ ﻭﮦ ﻧﻈﺮﯾﮟ ﮨﭩﺎﺗﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ

ﺟﮩﺎﮞ ﭘﺮ ﻧﺒﯽ ﮨﮯ ، ﻭﮦ ﺍﺏ ﺑﮭﯽ ﻭﮨﯿﮟ ﮨﮯ

ﺧﺪﺍ ﮐﯽ ﻃﺮﻑ ﺳﮯ ﭘﯿﺎﻡ ﺍﺱ ﮐﻮ ﺁﺋﮯ

ﻣﺤﺒﺖ ﺑﮭﺮﮮ ﮨﯽ ﺳﻼﻡ ﺍﺱ ﮐﻮ ﺁﺋﮯ

ﻭﮦ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻻﻧﮯ ، ﺑﭽﺎﻧﮯ ﻣﯿﮟ ﭘﮩﻼ

ﻭﮦ ﺑﺎﺭِﺧِﻼﻓﺖ ﺍﭨﮭﺎﻧﮯ ﻣﯿﮟ ﭘﮩﻼ

ﺻﺪﺍﻗﺖ ، ﺷُﺠﺎﻋﺖ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺐ ﺳﮯ ﺁﮔﮯ

ﻧﺒﯽ ﮐﯽ ﺍِﻃﺎﻋﺖ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺐ ﺳﮯ ﺁﮔﮯ

ﺭﺳﻮﻝِ ﺧﺪﺍ ﭘﺮ ﻓِﺪﺍ ﮨﻮﻧﮯ ﻭﺍﻻ

ﻭﮦ ﺟﺎﻥِ ﺣﯿﺎﭘﺮ ﻓﺪﺍ ﮨﻮﻧﮯ ﻭﺍﻻ

ﻭﮦ ﺳﺎﺭﮮ ﮐﺎ ﺳﺎﺭﺍ ﺧﺪﺍ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺗﮭﺎ

ﻭﮦ ﺯﻧﺪﮦ ﻓَﻘَﻂ ﻣﺼﻄﻔﯽٰ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺗﮭﺎ

ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻣُﺠﺎہِد ، ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﮨﮯ ﻏﺎﺯﯼ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ، ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻧﻤﺎﺯﯼ

ﺯﻣﯿﮟ ﭘﺮ ﭼﺮﺍﻍِ ﻭﻓﺎ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺁﯾﺎ

ﺣﺒﯿﺐِ ﺣﺒﯿﺐِ ﺧﺪﺍ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺁﯾﺎ

ﺗِﺮﺍ ﺛﺎﻧﯽ ﭘﯿﺪﺍ ﮨﻮﺍ ﮨﮯ ، ﻧﮧ ﮨﻮ ﮔﺎ

ﮐﻮﺋﯽ ﻣﺮﺩ ﺍﯾﺴﺎ ﮨﻮﺍ ﮨﮯ ، ﻧﮧ ﮨﻮ ﮔﺎ


ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ

ﺭﮨﺎ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺑﮭﺮ ﻭﮦ ﻓَﻮﻻﺩ ﺑﻦ ﮐﺮ

ﻭﮦ ﺍﺳﻼﻡ ﮐﯽ ﺍﯾﮏ ﺑُﻨﯿﺎﺩ ﺑﻦ ﮐﺮ

ﺭِﺳﺎﻟﺖ ﮐﮯ ﻟﮩﺠﮯ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺑﻮﻟﺘﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺟﺐ ﺍﭘﻨﮯ ﮨﻮﻧﭩﻮﮞ ﮐﮯ ﺩَﺭ ﮐﮭﻮﻟﺘﺎ ﮨﮯ

ﻣُﺤﻤﺪ ﻣُﺤﻤﺪ ﮨﮯ ﺍُﺱ ﮐﺎ ﻭﻇﯿﻔﮧ

ﻭﮦ ﮨﺮ ﺑﺎﺕ ﻣﯿﮟ ﮨﮯ ﻧﺒﯽ ﮐﺎ ﺧﻠﯿﻔﮧ

ﻭﮦ ﺣُﮑﻢِ ﻧﺒﯽ ﭘﺮ ﻓﺪﺍ ﮨﻮﻧﮯ ﻭﺍﻻ

ﺑﮩﺖ ﺟﺎﮔﻨﮯ ، ﺍﻭﺭ ﮐﻢ ﺳﻮﻧﮯ ﻭﺍﻻ

ﻣﻘﺎﻡِ ﺭﺳﺎﻟﺖ ﻭﮨﯽ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﮯ

ﻧﺒﯽ ﮐﯽ ﺷﺮﯾﻌﺖ ﻭﮨﯽ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟﻘﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋﺮﺏ ﮨﮯ

ﻧَﺒﻮﺕ ﮐﮯ ﺟﺘﻨﮯ ﺑﮭﯽ ﺟﮭﻮﭨﮯ ﺗﮭﮯ ﺩﺍﻋﯽ

ﺑِﻼﺧﻮﻑ ﺍﻥ ﺳﺐ ﮐﯽ ﮔﺮﺩﻥ ﺍُﮌﺍﺋﯽ

ﺧﻼﻓﺖ ﭘﮧ ﺣﻖ ﺗُﻮ ﻧﮯ ﺛﺎﺑِﺖ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ

ﺯﻣﺎﻧﮯ ﮐﻮ ﭘﯿﻐﺎﻡ ﺗﻮ ﻧﮯ ﺩﯾﺎ ﮨﮯ

ﻧﺒﯽ ﮐﯽ ﺍِﻃﺎﻋﺖ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﯼ ﺍﻃﺎﻋﺖ

ﻧﺒﯽ ﮐﯽ ﺷﻔﺎﻋﺖ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﯼ ﺷﻔﺎﻋﺖ

ﺗﺠﮭﮯ ﻣﯿﮟ ﻭَﻓﺎ ﮐﺎ ﺳَﻤﻨﺪﺭ ﮐﮩﻮﮞ ﮔﺎ

ﺗﺠﮭﮯ ﺁﻓﺘﺎﺏ ﺍﮎ ﻣُﻨَﻮَّﺭ ﮐﮩﻮﮞ ﮔﺎ

ﺷﻔﺎﻋﺖ ﮐﯽ ﺑُﻨﯿﺎﺩ ﺑﻦ ﮐﺮ ﮐﮭﮍﺍ ﮨﮯ

ﺗُﻮ ﺳﺎﺭﮮ ﺻﺤﺎﺑﮧ ﻣﯿﮟ ، ﺳﺐ ﺳﮯ ﺑﮍﺍ ﮨﮯ !!

ﻭﮦ ﺻِﺪّﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﮧ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻟَﻘَﺐ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﺧﻠﯿﻔﮧ ، ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻋَﺮَﺏ ﮨﮯ


ﻭﮦ ﭘﮩﻼ ﻣَﺪَﺩﮔﺎﺭ ، ﭘﮩﻼ ﺻَﺤﺎﺑﯽ

ﻧﺒﯽ ﻧﮯ ﺟﺴﮯ ﮨﺮ ﻗَﺪَﻡ پر ﺩُﻋﺎ ﺩﯼ


صدیق مولا میرے صدیق مولا

 

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah,Wo Pehla Aarab Hai

Siddiq Maula Mere Siddiq Maula

Wo Pehla Madad Gaar,Pehla Sahabi Nabi Ne Jise Har Qadam Pe Dua Di Wo Afzal Bashar Bad Az Anbiya Hai Wo Jaan E Sadaqat Wo Jaan E Wafa Hai

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah,Wo Pehla Aarab Hai

Bashar Ki Sadaqat Ka ma’yaar Tehra Sadaqat Ka Oncha Wo Menaar Tehra Chatano’n Se Mazbot Us Ka Qadam Tha Wo Chalta Hoa Aik Baab E Haram Tha Khuda Us Pe Razi Hoa,Wo Khuda Par Kahai’n Qudsi Aameen Us Ki Dua Par Zamee’n Par Wo Arsh E Baree’n Dekhta Hai Wo Sab Se Nirala Wo Sab Se Juda Hai Dua Ke Liye Wo Agar Lab Hila De Khuda Us Pe Apne Khazane Luta De Wohi “Sani Isnain” Ka Hai Mukhatib Usi Ke Liye Hain Bare Sab Maratib

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Wo Kitna Bara Hai?Khuda Janta Hai Wo Kaise Bara Hai? Khuda Janta Hai Risalat Ke Qadmo’n Pe Rakh De Wo La Kar Chale Ghar Ka Ghar Apne Sar Pe Utha Kar Bajuz Anbiya Sab Se Behtar Wohi Hai Wohi Sirf Siddiq E Akbar, Wohi Hai Koyi Ummati Us Se Behtar Nahi’n Hai Koyi Ummati Us Ka Humsar Nahi’n Hai Koyi Us Ko Siddiq Mane Na Mane Diye Hai’n Magar Us Ko Rutbe Khuda Ne

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Wo Jab Bhi Khuda Se Dua Maangta Hai Wo Apne Liye Mustafa Maangta Hai Meri Jaan Qurbaan Jaan E Wafa Par Mai’n Razi Hun,Razi Hun Us Ki Riza Par Meri Jaan Jaan E Wafa Ke Liye Hai Mera Har Nafs Mustafa Ke Liye Hai Mai’n So Baar Louto’n Mai’n So Baar Aao’n Mai’n Qurbaan Jao’n,Mai’n Qurbaan Jao’n Jaha’n Par Bhi Zikr E Rasool E Khuda Hai Wahi’n Us Ka Ism E Girami Likha Hai

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Sadaqat Ka Paikar Samandar Wafa Ka Wo Gham Khuwar Pehla Rasool E Khuda Ka Nabi Se Wo Nazrai’n Hata’ta Nahi’n Hai Jaha’n Par Nabi Hai,Wo Ab Bhi Wahi’n Hai Khuda Ki Taraf Se Payaam Us Ko Aaye Muhabbat Bhare Hi Salaam Us Ko Aaye Wo Imaan Laye,Bachane Mai’n Pehla Wo Baar E Khilafat Uthane Mai’n Pehla Sadaqat Shuja”at Mai’n Wo Sab Se Aage Nqbi Ki Ita’at Mai’n Wo Sab Se Aage Rasool E Khuda Par Fida Hone Wala Wo Jaan E Haya Par Fida Hone Wala Wo Sare Ka Sara Khuda Ke Liye Tha Wo Zinda Faqt Mustafa Ke Liye Tha

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Wo Pehla Mujahid,Wo Pehla Hai Ghazi Wo Pehla Khalifah,Wo Pehla Namazi Zamee’n Oar Chiragh E Wafa Ban Ke Aaya Habeeb E Habeeb E Khuda Ban Ke Aaya Tera Sani Paida Hoa Hai,Na Hoga Koyi Mard Aisa Hoa Hai,Na Hoga Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai Raha Zindagi Bhar Wo Foulaad Ban Kar Wo Islaam Ki Aik Bunyaad Ban Kar Risalat Ke Lehje Mai’n Wo Bolta Hai Wo Jab Apne Honto’n Ke Dar Kholta Hai Muhammad Muhammad Hai Us Ka Wazifa Wo Har Baat Mai’n Hai Nabi Ka Khalifah Wo Hukm E Nabi Par Fida Hone Wala Boht Jaagne,Aur Kam Sone Wala Muqam E Risalat Wohi Jaanta Hai Nabi Ki Shari’at Wohi Jaanta Hai

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Nabuwat Ke Jitne Bhi Jhute The Daa’ee Bila Khouf Un Sab Ki Gardan Urayi Khilafat Pe Haq Tu Ne Sabit Kiya Hai Zamane Ko Paigham Tu Ne Diya Hai Nabi Ki Itaa’at Hai Teri Itaa’at Nabi Ki Shifa’at Hai Teri Shifa’at Tujhe Mai’n Wafa Ka Samandar Kaho’n Ga Tujhe Aftaab Aik Munawwar Kaho’n Ga Shifa’at Ki Bunyad Ban Kar Khara Hai Tu Sare Sahaba Mai’n,Sab Se Bara Hai

Wo Siddiq E Akbar Ke Jis Ka Laqab Hai Wo Pehla Khalifah Wo Pehla Aarab Hai

Wo Pehla Madad Gaar,Pehla Sahabi Nabi Ne Jise Har Qadam Par Dua Di

194 views

Recent Posts

See All

ہے در پہ آپ کے اِک روسیاہ ، یا زہرا

*منقبت پاک در شانِ سیدہء کائنات جگر گوشۂ رسول سیدہ ظاہرہ طیبہ طاہرہ نجیبہ عفیفہ حضرتِ فاطمۃ الزہراء سلام اللہ علیہا و ابیہا* ہے در پہ...

bottom of page