تم رب کا انتخاب ہو عزت مآب ہو بے مثل بے مثال حسیں لا جواب ہو
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Aakhen Habeebe Paak Ki Irfaa Ka Jaam Hai Saari Khudai Jis Se Huwi Shaad kaam Hai Naaza Hai Husan Jiss Par Woh Husnul Ma’ab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
Laab Haaye Paak Laale Yaman Ko Hajaye Hai Wan-najm Daat Rab Ne Kaise Sajaye Hai Hoor-e-jina Bhi Dang Hai Woh Aaftab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
Dast-e-Karam Tumhare Dariya-e-jood Hai Allah Ke Khazano Ka Jiss Me Wajood Hai Khaali Na Jaaye Koi Ke Jaane Ijaab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
I’saa Ki Ho Naweed Duaae Khaleel Ho Mahepat Ka Gul Ho Aur Khuda Ki Daleel Ho Dekha Tha Aamina Ne Darakhsha Woh Khuwab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
Quraan Jiss Ki Shaan Me Ratbul Nishaan Hai Wal-lail Khair Half Khuda Bayaan Hai Mushaaq Jiss Ka Rab Hai Tum Aisi Janaab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
Afqaar Sajda Reez Hai Alfaaz Hai Khatam Likkhu Main Tum Ko Mera Chalta Nahi Qalam Unwaan Sab Khatam Hai Tum Aisi Kitaab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho
Sayyed Ameen Aap Ka Adna Gulaam Hai Shayar Nahi Hai Fir Bhi Likha Ye Kalaam Hai Ho Ishq Me Fanna Youn Ke Jal kar Kabab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Tum Rab Ka Intekhaab Ho Izzat Ma’ab Ho Be Misl Be Misaal Haseen Laa Jawab Ho
Poet- Sayyed Aminul Qadri
تم رب کا انتخاب ہو عزت مآب ہو بے مثل بے مثال حسیں لا جواب ہو
چہرہ تمہارا مصحف قرآن سا لگے تفسیر گیسو ابروئیں آیات سا لگے قرب خدا کا تم ہی تو تنہا نصاب ہو
آنکھیں حبیب پاک کی عرفاں کا جام ہیں ساری خدائی جس سے ہوئی شادکام ہے نازاں ہے حسن جس پہ وہ حسن المآب ہو
لب ہائے پاک لعل یمن کو لجائے ہیں والنجم دانت کیسے رب نے بنائے ہیں حور جناں بھی دنگ ہیں وہ آفتاب ہو
دست کرم تمہارے دریائے جود ہیں اللہ کے خزانوں کا جس میں وجود ہے خالی نہ جائے کوئی کہ جان اجاب ہو
عیسی کی ہو نوید دعائے خلیل ہو مہبط کا گل ہو اور خدا کی دلیل ہو دیکھا تھا آمنہ نے درخشاں وہ خواب ہو
قرآن جس کی شان میں رطب اللسان ہے واللیل خیر الف خدا کا بیان ہے مشتاق جس کا رب ہے تم ایسی جناب ہو
افکار سجدہ ریز ہیں الفاظ ہیں ختم لکھوں میں تم کوکیا مرا چلتا نہیں قلم عنوان سب ختم ہیں تم ایسی کتاب ہو
سید امین آپ کا ادنی غلام ہے شاعر نہیں ہے پھر بھی لکھا یہ کلام ہے ہو عشق میں فنا یوں کہ جل کر کباب ہو
سید امین القادری