top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Too Shamme Risaalat He Aalam Tera Parwana Naat Lyrics

Too Shamme Risaalat He Aalam Tera Parwana Too Maahe Nabuwat He Aai Jalwa-E-Ja Na Nah

Jo Saakiye Kausar Ke Chehre Se Naqaab Uthe Har Dil Bane Maikhana Har Aankh Ho Paimana

Dil Apne Chamak Uthe Imaan Ki Tal?At Se Kar Aankh Bhi Noorani Ai Jalwa-E Ja Na Na

Tum Aye Chati Baazi Ronak Huwi Phir Taazi Kaaba Huwa Phir Kaaba Kar Daala Tha But Khana

Kyu Zulfe Muambar Se Kooche Na Mahak Uthe He Panja Qudrat Jab Zulfo Ka Tere Shaana

Is Dar Ki Huzoori Hi Isya Ki Dawa Teri He Zehre Muaasi Ka Taybah Hi Shifa Khaana

Har Pool Mein Boo Teri Har Sham-A Mein Zau Teri Bulbul He Tera Bulbul Parwana He Parwana

Peetein He Tere Dar Ka Khate He Tere Dar Ka Pani He Tera Pani Dana He Tera Dana

Sange Dar Jaana Par Karta Hoon Jabhi Saa?I Sajda Na Samj Najdi Sar Deta Hoon Nazrana

Woh Kehte Na Kehte Kuch Woh Karte Na Karte Kuch Ai Kash Who Sun Lete Mujh Se Mera Afsana

Abaad Isse Farma Wiraan Hai Dille Noori Jalwe Tere Bas Jaye Abaad Ho Wiranaa

Sarkaar Ke Jalwo Se Roshan He Dille Noori Ta Hashr Rahe Roshan Noori Ka Ye Kaashana

8 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page