top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Shehre Nabi Teri Galiyo Ka Nakhsha Hi Kuch Aisa Hai,

Shehre Nabi Teri Galiyo Ka Nakhsha Hi Kuch Aisa Hai, Khuld Bhi Hai Mustaq Ziyarat Jalwa Hi Kuch Aisa Hai.

Dil Ko Sukun De Aankh Ko Thandak Rouza Hi Kuch Aisa Hai, Farshe Zami Par Arshe Bari Ho Lagta Hi Kuch Aisa Hai.

Unke Dar Par Aisa Jhuka Dil Uthne Ka Ab Hosh Nahi, Ahle Shariyat Hai Sakte Me Sajda Hi Kuch Aisa Hai.

Sibte Nabi Hai Pushte Nabi Par Aur Sajde Ki Haalat Hai, Aaqa Ne Tasbih Bhadhaii Beta Hi Kuch Aisa Hai.

Rab Ke Siwa Dekha Na Kisine Farshi Ho Ya Arshi Ho, Unke Haqiqat Ke Chehre Par Parda Hi Kuch Aisa Hai.

Taaj Ko Apne Qaasa Banaa Kar Haazir Hai Shaahan E Jaha, Unki Ata Hi Kuch Aisi Hai Sadqa Hi Kuch Aisa Hai.

Kham Hai Yaha Jhamshid O Sikandar Is Me Kya Hairani Hai Unke Gulaamo Ka Ai Akhtar Rutba Hi Kuch Aisa Hai.

Kalam – Madni Miyan

12 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page