سہارا چاہیئے زندگی کے لیئے
تڑپ رہا ہوں مدینہ کی حاضری کے لیئے
حضور ایسا کوئی انتظام ہو جائے
سلام کےلیےحاضر غلام ہو جائے
میں صرف دیکھ لوں اک بار صبح طیبہ کو
بلا سےپھر مری دنیا میں شام ہو جائے
تجلیات سےبھر لوں میں کاسئہ دل و جاں
کبھی جو اُن کی گلی میں قیام ہو جائے
حضور آپ جو سن لیں تو بات بن جائے
حضور آپ جو کہہ دیں تو کام ہو جائے
حضور آپ جو چاہیں تو کچھ نہیں مشکل
سمٹ کےفاصلہ یہ چند گام ہو جائے
ملےمجھےبھی زبان بوصیری و جامی
مرا کلام بھی مقبول عام ہو جائے
مزا تو جب ہےفرشتےیہ قبر میں کہہ دیں
صبیح! مدحتِ خیر الانام ہو جائے
Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye
Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye
Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye
Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Sallaho Alaih-e-Wassalam Ka Naam Ho Jaye
Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye
Tere Ghulam Ki Shaukat Jou Dekh Le Mehmood Abhi Ayaaz Ki Surat Ghulam ho Jaye
Mein Qayal Aap Ke Rauzay Ka Hoon Woh Qayal Tur Kaleem Se Na Kissi Din Kalaam Ho Jaye
Madinay Jaon Phir Aaon Dobara Phir Jaon Tamaam Umar Issi Mein Tamaam Ho Jaye
Bulao Jald Madinay Mein Hai Ameer Ko Khauf Kaheen Na Umar Do Roza Tamaam Ho Jaye
Tumhari Naat Parhon Mein Sunoo Likhoon Har Dum Ye Zindagi Meri Yunhi Tamaam Ho Jaye
Meri Namaz-e-Janazah Ki Yun Ibadat Ho Ke Do Jahan Ke Aaqa Imam Ho Jaye
Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye
Piya Raza O Ziya Ne Piya jou Murshid Ne A’ta Mujhay Bhi Shah Aisa Jaam Ho Jaye
Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye
https://youtu.be/Ofp_X7uCHtg