Makkah Madina dur hai Jaana zarur hai
Mere Aaqa ka noorani dar kitna suhana Subah ma-saam ate hai farishte Is dar par rozana Kya khub noor hai
Woh din maula jald dikhaye Jab dekhu madina Mere aaqa ke jalwo se Ho purnoor seena Jalwo ka toor hai
Maula dil ka zang chudade Tu zikro durood se Bakshish ki shaugaat mai pau Darbaare huzoor se Maula gafur hai
Kash tumhare dar pe pada ho Yeh Rizwan tumhara Dono jahan mai siwa tumhare Koi nahi hai sahara Yehi shaur hai