top of page

نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے

Naat Academy Naat Lyrics Naat Channel-Naat-Lyrics-Islamic-Poetry-Naat-Education-Sufism.png

Karam ke baadal baras rahe hai

Karam ke baadal baras rahe hai Dilo ki kheti hari bhari hai Yeh kaun aaya ke zikr jiska Nagar nagar hai gali gali hai

Yeh kaun ban kar qaraar aaya Ye kaun Jaan e Bahaar aaya Gulo ke chehre hai nikhre nikhre Kali kali me shaguftagi hai

Diye dilon ke jalaaye rakhna Nabi ki mehfil sajaaye rakhna Jo Rahat e Dil sukoon e Jaan Hai Wo Zikr Zikr e Mohammadi Hai

Nabi ko apna khuda na maano Magar khuda se juda na jano Hai ahle Imaan ka yeh aqeeda Khuda khuda hai nabi nabi hai

Na maango duniya ke tum khazeene Chalo niyazi chale Madine Ke baadshahi se badh ke pyaare Nabi ke dar ki gada gari hai

21 views

Recent Posts

See All

Muqaam e qurb hai kaisa mere Siddiq_e_akbar ka

مقامِ قرب ہے کیسا مِرے صدّیقِ اکبر کا نبی کے ساتھ ہے روضہ مِرے صدّیقِ اکبر کا رسولوں اور سارے انبیا کے بعد میں بے شک ہے سب سے مرتبہ اعلیٰ مِرے صدّیقِ اکبر کا عمر فاروق، عثمانِ غنی، حیدر علی سے بھی مقا

Rasool e Paak ki Chahat Abu Bakar Siddiq

رسولِ پاک کی چاہت ابوبکر صدیق ہیں آپ فخرِ خلافت ابوبکر صدیق نبی کے بعد جو افضل ہیں سارے عالم میں وہی ہیں شانِ صداقت ابوبکر صدیق رکاوٹ آنہ سکا سانپ پہرے داری سے ہے خوب تیری رفاقت ابوبکر صدیق فقط بشر ہی

bottom of page